Texto
Scroll
Transportador
Cor de Fundo
Ferramentas
Tamanho
Tamanho
Altura
Altura
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D
Mushkil badi hai rasme mohabbat
A D
Yeh jaanta hi nahin
Oh-o-o-o-o-o
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D
Yeh beqaraari kyoon ho rahi hai
A D
Yeh jaanta hi nahin
Ho-o-o-o-o-o,
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D E
Dil hai ke manta nahin
[Verse 1]
E A
Dil to yeh chaahe har pal tumhe hum
D E
Bas yunhi dekha kare
E A
Marke bhi hum na tumse judaa ho
D E
Aao kuch aisa kare
E D
Mujh mein sama jaa, aa paas aa jaa
A D
Hamdam mere hamnasheen
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D E
Dil hai ke manta nahin
[Verse 2]
E A
Teri vafaaye, teri mohabbat
D E
Sab kuch hai mere liye
E A
Tune diya hai nazraana dil ko
D E
Hum to hai tere liye
E D
Yeh baat sach hai, sab jaante hai
A D
Tumko bhi hai yeh yakeen
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D
Mushkil badi hai rasme mohabbat
A D
Yeh jaanta hi nahin
Oh-o-o-o-o-o
E D E
Dil hai ke manta nahin
E D E
Dil hai ke manta nahin
TOOLS TUDOCIFRAS
LETRA DE LA CANCIÓN:
BAIXAR PDF / IMPRIMIR MÚSICA
TOP 20: As mais tocadas de Kumar Sanu
Usamos cookies. Leer más