[Intro]
Toota toota ek parinda aise toota, Ke phir jud na paaya.
Loota loota kisne usko aise loota ke phir ud na paaya...
Strumming begins
Toota toota ek parinda aise toota, Ke phir jud na paaya.
Loota loota kisne usko aise loota ke phir ud na paaya...
Girta hua woh aasmaan se,
aakar gira zameen par,
khaabon mein phir bhi baadal hi the woh kehta raha magar...
[Chorus]
Ke allah ke bande hans de
Allah ke bande
Allah ke bande hans de
Jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hans de
Allah ke bande
Allah ke bande hans de
Jo bhi ho kal phir aayega
[1st interlude]
| | |
| | |
[Verse 1]
Kho ke apne par hi toh usne tha udna seekha
Kho ke apne par hi toh...
Kho ke apne par hi toh usne tha udna seekha
Kal ko apne saath mein lele dard bhi tere kaam aayega
[Chorus]
Ke allah ke bande hans de
Allah ke bande
Allah ke bande hans de
Jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hans de
Allah ke bande
Allah ke bande hans de
Jo bhi ho kal phir aayega
[2nd interlude]
| | |
| | |
| | |
[2nd verse] same as first
Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab woh toota
Tukde tukde ho gaya tha
Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab woh toota
Bikhre tukdon mein allah ki marzi ka manzar paayega
[Bridge]