Dil ibadat kar rha hai
dhadkane meri sun
tujhko mein krloon haasil lagi hai yahi dhun
zindagi ki shakh se lun
kuch hasin pal mein chun
tujhko mein krloon haasil lagi hai yahi dhun
jo bhi jitne pal jiyoon
unhe tere sung jiyoon
jo bhi kal ho ab mera
use tere sung jiyoon
jo bhi saasein mein bharoon
unhe tere sung bharoon
chaahe jo ho raasta
usse tere sung chaloon
dil ibadat kar rha hai
dhadkane meri sun
tujhko mein krloo haasil lagi hai yahi dhun
mujhko de tu mit jaane
ab khud se dil mil jaane
kyun hai ye itna faasla...
lamhe ye phir naa aane
inko tu naa de jaane
tu mujhpe khud ko de lutaa....
tujhe tujhse todd lunn
kahin khud se jodd lunn
mere jism o jaa bayaan
teri khushboo odd lunn
jo bhi saasein mein bharoon
unhe tere sung bharoon
chahe jo ho raasta
use tere sung chaloon
dil ibadat kar rha hai
dhadkane meri sun
tujhko mein krloon haasil lagi hai yahi dhun
khwabo mein de bas jaane
seene mein de chhup jaane
tujh bin jaaun to kahaan ..
tujhse hain mujhko paane
yaadon ke vo nazraane
ik jinpe hak ho bas mera...
teri yaadon mein rahoon
tere khwabon mein jagoo
mujhe dhoondhe jab koi
teri aankhon mein miloo
jo bhi saasein mein bharoon
unhe tere sung bharoon
chahe jo ho raasta
use tere sung chaloon
dil ibadat kar rha hai
dhadkane meri sun ...
tujhko mein krloon haasil lagi hai yahii.. dhun..